bhagoriya aur exams... :(

Posted on
  • by
  • kaptan
  • in
  • 3 टिप्‍पणियां:

    1. bhagoriya ek tewhar he jo aadiwasi anchalo me manaya jata he
      zhabua me aadiwasi ilako me...
      aadiwasiyun ka bahut bada tewhar he jo bahut bade pemane par hota he
      is ki khiyati puri duniya me he
      desh videsh se log sirf bhagoriya ka mahol dekhne aate he he...
      yaha aadiwasi lok nirtya ,param parik vesh-bhusha,anokha andaaz..... bas mahol dekhte hi banta he...
      bhagoriya ka aalam ye he ki pariksha me aadiwasi bachche pariksha na de kar mele me jana jada pasand karte he aur un k maa baap bhi........

      aur bhagoriya 4 march se shuro ho gaya he......
      hhhuuuuuuuuuuuuuuuuuuurrrrrrrrrrrrrrreeeeeeeeeeeeeeeeeee ............ :D

      जवाब देंहटाएं
    2. mujhe nahi pata tha ki meri jaati ka ye parv logo me itna popular hai.bhagoriya haato me adivasi yuvak yuvatiya apna jivansathi chunne ke liye ate hai or bahari log sirf unka pranya milan dekhne ke liye ate hai .

      जवाब देंहटाएं
    3. mujhe nahi pata tha ki meri jaati ka ye parv logo me itna popular hai.bhagoriya haato me adivasi yuvak yuvatiya apna jivansathi chunne ke liye ate hai or bahari log sirf unka pranya milan dekhne ke liye ate hai .

      जवाब देंहटाएं

    आपके आने के लिए धन्यवाद
    लिखें सदा बेबाकी से है फरियाद

     
    Copyright (c) 2009-2012. नुक्कड़ All Rights Reserved | Managed by: Shah Nawaz